Mukhota

February 3, 2018 in हिन्दी-उर्दू कविता

Kiya h aik asl antr insaan or asli janwr me
Iska bodh krata h hme mukhota.
M ho sktisali, blwan
M ho hr cheej me bda or too h chota
Yhi to h asli mukhota
Ye mukhota koi cheti mele me ni milte
Are ye to bo h
Jiski aad me rhkr hi ab hr aik insan ka chra h khilta
Meri mano to otar do duniya balo
Ye jhoot dikhawa or nhfrt ka mukhota
Brna
Bo din door na hoga jis din teyar ho jayega tumhari asthiyo ka lota