!!!!! SAGAR KE DIL SE !!!!!
Jab itne kareeb ho koi
tau ahsaas kyoun ho door hone ka
aur jab door ho jaaye koi
tau ahsaas kyoun karna kareen ka
jo apna hai wo door ho ke bhi door nahi
jo apna nahi wo paas ho ke bhi paas nahi
bas ik payar hai.. bas ik ahsaas hai
aur kuch nahi …..aur kuch bhi nahi
@@ SAGAR @@
30/8/15:: 10:30 PM…. ( 590) … ©