Bharat Maa Ke Teen Stambh
Bharat maa ke in stambhon ko shat shat mera pranam hai Ek jawan ek kisaan aur ek vigyaan hai. Bharat maa ke vagyaniko ka kya kehna…. Ye hai hamari matribhumi ka anmol gehna Aaj inki hi badolat udta mangalyaan hai America cheen aur japan bhi hairan hai Bharat maa ke in stambhon ko shat shat mera pranam hai Ek jawan ek kisaan aur ek vigyaan hai Bharat maa ke veer jawano ka kya kehna Balidani a... »