Author: Shashank Mishra

  • Aasman

    Jab aasman ek hai toh hmare Chand alag kyu
    Jab zurm ek hai toh daag alag kyu
    Manzil ek hai toh raah alag kyu
    Saath ek hai toh haath alag kyu
    Aur galti tu meri ek maaf karde
    Mai Teri sau maaf kar du
    Mere bas ki Rahi toh apne dil se ye ilzaam saaf kar du
    Ki Ishq me log kamzor hote hai
    Mai toh mazboot बनना chahta tha

New Report

Close