Author: Sonal Bhargava

  • Anjana sa ahasaans he

    anjana sa ahasaans he
    har ek ghadi kya pyas he
    jeena magar ahasaans he

    Jane yaha kya khass he
    milte nahi par aas he
    tum ho koi , ek ajnabi
    Jane kaha ,par mai yaha
    aur tu vaha, fir bhi Juda
    h ye jaha,har din tumhe
    ardaas me,dekha kare
    ahasaan me,Jane kaha
    aur kab milena nahi hoga

    magar.fir bhi yahi ahasaans me.rahta sada
    ahasaans me.

  • Mai ek kashti hu

    my first poem

    Mai ek kashti hu
    kashti ko kinara nahi
    kinara jo mil bhi gaya
    kashti to kho jaae.

    yaadon ki duniya me
    kaaton ki raahe h
    rahe jo phool bane
    yaaden hi kho jaae

    maine jo chaha tha
    vo mil na saka mujh ko
    no mil bhi gaya mujh ko
    chahet hi kho jaae.

    pani ke dariya me
    doobe jo kashti kabhi
    aata h maajhi tabhi
    dene ko ushe patvaar
    par is kashti ko
    maazhi na Mila pyara.
    mai ek kashti hu
    kashti ko kinara nahi.

New Report

Close