Kya likhu tuzpe,
Tu to wo chand hain jiska noor mere Dil ki jamin par Charo or chhaya hain,
Kitna Kismat vala hoga wo bhi jisne tuze sato janam k liye paya hain,
Fir bhi….. Fir bhi….
Hum Ek tarfa Ishq karne main Lajaba hain,
Andha Ishq to har kahi dekha hoga tune…. Mera Bejuba Hain……