jb mai ud nhi pata tha
tb kha mai jinda tha
aksar chutai-chutai nano sai
aakash ko taka krta tha
kya hai isam jo itna dur hai
aksar ma sai puch krta tha
hans kr bs itna khti
aik jruri frk btana hai iska kam
aj uda hu to jana hai
kya hai iskai pas
jinda hona or sans laiuai
ka frk btana hai iska kam