khamosh bheed main kyun khada hain tu,
begano main apna sa kyun lagey hain tu,
es raat ki kyun koi subah nahin,
gam hain ki khatam honey ka naam nahin
apney ap se yeh kaisi kashmakash hain
jeet ta koi nahin har haal main harta vartaman hain.
khamosh bheed main kyun khada hain tu,
begano main apna sa kyun lagey hain tu