tum nazaroon main,hazaroon main,
bas ak hi hoon,
tum..meri tishnagi meri bandagi main
tum hi toh ho,
meri maushiki,meri asqui,
ka karar tum ho,
meri abru meri justaju main,
tum hi toh ho
tujhe kya kahu,
ya rab kahu,
yeh mujhe pata nahin,
tu uska noor hain
ya hoor hain,
yeh mujhe pata nahin.