KHUDKUSHI

KHUDKHUSHI
Unn kuch iss tarah se har shaam vo pankha mujhe apni taraf bulata hai
Par ye dil bs ek chehre ki wajh se ruk jaata hai
Smjh ni ata kya khayi jara hai
Kyuu ye mn meraaa drd ke dariyaa me bahi jaa raha hai
Samjhta bhi hu aur khud ko smjhata bhi hu
Par naa jane kyuu ankheein ka samundar ruk nhi paa Raha hai
Kuch sochna chahta hu aur soch nahi paata hu
Bina soche smjhe khud ko gumraha kr jata hu
Iss adhuri kahani ko.puraa nahi kar para hu
Bs ek yaadoon ka bhoj leke akele chala Jaa raha hu
Vo awaaz jo har raat sunyi deti hai mujhe
Awaaz vo jo tumari rooh se nikl ke mere
Jism me ati hai
Apni hatho ki dhor ke sahare mujhe sbse dur Krna chahti hai
Dil me drd mehsus hota hai
Par bta nhi paata hu
Jazbaat kuch iss kadar behna chahte hai
Par jaata nhi pata hu

Jab dil ki dhadkan ruk si jaati hai
Jab mnn se ek darawani ahaaat ati hai
Jab hatho ka shareer se मेल nhi ho pata hai
Lete lete ye shareer sun saa pdh jata hai
Hann tab mujhe khudkhushi ka khyal aata hai han tab mujhe khudkhushi ka khyal ata hai

Related Articles

Responses

+

New Report

Close