Maa

Maa tumne hi sbkuch sikhaya hai… Sahi Galt kya hai ye tmne hi to bataya hai …..
Khelaya hai,hasaya hai, pyar se tmne hi to apne goad me sulaya hai….. Kabhi daraya hai kabhi sataya hai magar neend se uutha kr v to tmne he khilaya hai….
Mere ek khushi k liye tmne har mumkin takleef uuthaya hai aur jo mai kabhi ruuth jau to tmne hi to mujhe manaya hai….
Mere har jarurat ko tmne apna banaya hai aur mere har galti ko tmne pyar se apnaya hai….
Mere har badhte kadam k liye tmne apna sbkuch lutaya hai aur akelapan
Me bhi jo sath na chore maa wo tera saya hai…. Maa Tm mere har agge badhte kadam ka piche chuta nisan ho….
Maa tm mera abhimaan ho tum mere zindgi ki har mushkil k samne khara ek Chattan ho….

Related Articles

Responses

+

New Report

Close