Mansoobe

Yeh jo kismat ke mansube jane kya ye soch rahe hain
Akele milu jo inse kabhi mai lagta hai ye noch rahe hain
Raah badi thi lambi yaaron mar mar kar ye kaat rahe hain
Humbhi kuch sapne lekar jiwan rekha jaanch rahe hain

Related Articles

Responses

+

New Report

Close