Pooja
Aap-bitii
October 17, 2016 in हिन्दी-उर्दू कविता
Khushboo ki jawaani nahi hoti
Kisi kisi ki kahaani nahi hoti
Kuch logon ko kabhi pyaar nahi milta
Apna keh saken aisa yaar nahi milta
Saans lene se pehle hawaa ruk jaati hai
Maut aane se pehle zindagi ruth jaati hai
Aise logon ki kahaani nahi hoti
Kuch kuch logon ki jawaani nahi hoti.