Raasta

Musafir jo the, wo tham gae,
Na raasta bhatke, na manzil badli,
Bas yuhi safar me theher gae,
Jo duniya dekhne nikle the,
Wo deen hi bhul gae,
Duniya ke dayro me wo bandh gae,
Aj na piyas thi khamr ka,
Na shauq thi nashe ka,
Bas talab thi sidq ka,
Chah thi khalq ka,
Aisa kuch nahi,
Jo inke paas hai kam,
Bina pankh ke udaan bharte hai,
Unchaiya me rehte hai,
Fir bhi afsos hi hai mehram….

Related Articles

Responses

+

New Report

Close