Tere sath hoon mein

Kuch likhkar chhod diya usne jise ab woh padta nahi ….
Ruth Gaya koi maana hua usse jisse ab woh ladta nahi …..
Koshishein har Roz karta hain haarne se woh darta nahi……
Kise sunaye apni kahani woh jakar jis kahani m kabhi koi marta nahi …

Comments

Leave a Reply

New Report

Close