zindgi

ghujari hai,zindgi aise bhi..
khud ko khud se dhundhne me.
lapta sahi kaun apna waise bhi.
dhundhta kha hai,koe dhundhne me..
jane do bhikre pdhe hai,saman ghar ke waise bhi.
koe aur nhi rehta yha mere sath rehne me..
ha, ek umar ki dehlij hai aise bhi..
aaine me nhi dhundhta,khud ko jhurriyo me..
fark kha hai tanhae budhape me waise bhi.
darta hai kausar o khud se darne me

Related Articles

tawakku

Umar hai choti,khawhishe jada hai. zindgi ye bta,ab tera kya irada hai.. siyah hai kam,panne jada hai. khawhishe kuch aur, likhne ka irada hai.. zindgi…

Responses

+

New Report

Close