!!!! SAGAR KE DIL SE !!!!

aisa dard dete hai apne aksar

na seh pata hun..
na sambhal pata hun

na ro pata hun
na hass pata hun

na marr pata hun
na phir jee pata hun

na shikayat kar pata hun
na koi fariyaad kar pata hun

bas simat kar reh jaata hun
apne dard ko apne aagosh main
le kar phir jeene ke liye so jata hun main

phir se apno ka naya dard lene ke liye
ik nayi aur jayada himmat jhuta’ta hun main

@@ SAGAR  @@

31/12/15 :: 12:12 PM

 

 

 

Related Articles

Responses

+

New Report

Close