Gamzada
Ghamzada hain kyun,humzada nahin hain kya
ghumshuda hain kyun,humnawa nahin hain kya
akhir tujhko, kis baat ki,fikar…, mujhe bata
teri har ak,arzu ko karunga main pura
Umra ke es padaw main akhir kya hain wajah
Ghamzada tu gamzada akhir kyun hain tu gamzada
kis aur kis mor pe aa gaya tu gamzada
Ghamzada hain kyun,humzada nahin hain kya
ghumshuda hain kyun,humnawa nahin hain kya
Laajbaab kavya
Thanks
Good
Thanks