Author: Love_poetry

  • Love poetry

    Badalna nahi aata humein mausam ki tarah,
    Har ek mausam mein tera intezaar karte hain..
    Na tum samjh sako
    jise Kasam tumhari tumhe itna pyaar karte hain.

  • Love poetry

    खुदा ने जब इश्क़ बनाया होगा,.,.,
    तो खुद आज़माया होगा,.,.,
    हमारी तो औकात ही क्या है,.,.,
    इस इश्क़ ने खुदा को भी रुलाया होगा

  • Love poetry

    Pyar Na Dil Se Hota Hai,
    Na Dimaag Se Hota Hai,
    Yeh Pyar To Ittefaq Se Hota Hai,
    Per Pyar Karke Pyar Hi Mile,
    Ye Ittefaq Kisi – Kisi Ke Sath Hota Hain

  • Love poetry

    Uth-Uth Ke Kisi Ka Intzaar Kar K Dekhna,
    Kabhi Tum Bhi Kisi Se Pyar Kar K Dekhna…!!!
    Kaise Toot Jate Hai Mohabbat Ke Rishte,
    Galtiya Kabhi 2-4 Kar Ke Dekhna…!!!
    Agar Samjhna Ho Kabhi Zinddagi Ka Fasana,
    Toh Barish Mei Kacchi Deewar Bana Ke
    Dekhna…!!!
    Nafrat Ho Jayegi Tumko Bhe Is Duniya Se,
    Mohabbat Kisi Se Beshumar Karke Dekhna…

  • Love poetry

    Jab Kisi Ke Sapne
    Kisi Ke Armaan Ban Jaye ..
    Jab Kisi Ki Hassi
    Kisi Ki Muskaan Ban Jaye ..
    ~ Pyar Kehte Hai ~ Usse ..
    Jab Kisi Ki Saanse
    Kisi Ki Jaan Ban Jaye …

  • Love poetry

    Jee Bhar Ke Dekhoon Tjhe Agar Tjhko Gawara Ho,
    Betab Meri Nazrein Or Pyar Tumhara Ho,
    Jaan Ki Fikar Ho Na Zamaney Ki Parwa,
    Ek Tera pyar Ho Jo Sirf Humara Ho….

  • Love poetry

    Ab bhi taaza hai zakhm seene mein,
    Bin tere kya rakha hai jeene mein,
    Hum to zinda hain tera sath paane ko,
    Warna deir kitni lagti hai zaher peene mein

New Report

Close