khun ka rang
janey es desh ke mukaddar main kya
hain
ak taraf ekhlakh,junaid ke kabr hain
dusri taraf desh ke thekedar beasabr hain
khun ki aj koi kimat na rahi
yeh ubalta nahin bas bahta hain
ensah hi aisa jaat hain
jo apney jaat ko padya nahin karta
koi hindu Sikh aur koi musalma hain
pata hain tum mere rang ko dundhogey
khun ka rang toh bas Lal hain
tumharey liye esmey gerua aur hara ke rang ka sringar hain
Waah
thanks bhai