ye sanskaro ka bhi kya khob najara hai
humare maa baap ne hume paida kiya
or ek din hume hi unki chita ko jalana hai
ye sankaro ka bhi kya khub najara hai
ye 5 tatvo se bna sarir in 5 o tatvo mai mil jana hai
ye sankaro ka tou sirf bahana hai
jayda na akado apne sarir per
ek din is sarir ko tou mitti mai mil jana hai
ye sanskaro ka bhi kya khub bahana hai…….byRLv gahlot
Good
सुन्दर रचना