Ishak Andaj e najrana

Ishak andaj e najrana
Kisi ki Khushi ke liye us ki Khushi me shrik hona . Kisi ki Khushi ke liye uski khusi banna .
Kisi ko khush krne ke liye use Khushi Dena . Ishak andaj hai e najarana

Har masum sunahe har spane lubhane hasta rota hu me akele najre chupa ke …

Aankho me aaj kuch or hi chmak rahti hai
Jab najre chhuki ho tere samne to bas Teri hi chlti hai
Din rat uhi kat Jate hai aapki sath me or jab jati ho chhor kar Tu ruswaiya aati hai …..
Ishak andaj e najrana

Vo din hi kuch or the jab ham ek dusre me khoye the jra si taklif me rote bilkhte the
Sath aaj hokar bhi dard sahte hai
Khte hai ki Kisi ki takat banna use pyar kahte hai
Kahte hai ki Kisi ke Khushi ke liye apni Khushi mar Dena use pyar khte hai
Lekin meri khta kya hui Jo rooth gye vo mujhse
Hmne to sirf itna chaha ki hmari peche hmara pyar ho hme savarne ke liye
Hm jab toote bikhre or thak Jaye duniya se
To pyar ki god me aakar so Jaye
Usi baho me sma Jaye use lpet Kar khud me smet le

Ajij hote hai jasbat hmare jo juba se na Nikal Kar aankho se niklte hai
Milti nigahe bhi churana koi unse seekhe jinke dil me sirf hm baste hai
U to unki muskurahat me bhi hmara alam hai
lekin unke rato ki neend me bhi hm spne bante hai
Ishak adanj e najrana

Aankho ka chahkna bhi hm bante hai balo ki jhalar me bhi hm mahkte hai
Subh Ka daman bhi hm bante hai sham ki ksias bhi hm bante hai

Jab judti hai Bela sitam ki tanhai ki
Kasam Teri Yaad aati mojudgi e judai ki
Aajkal achnak bethe bethe hasne lgta hu
Logo ki khani sunkar beech me rone lgta hu
Tum kahti thi na jab door jaungi to pta chlega tumko
Aaj din me bhi khud me nhi tha sham me bhi nhi
Tumne mere se Mere ko chhin liya kya itna kafi nhi ……..
Ishak andaj e najrana

Tasveer ke share yade yad aati hai un yado me sirf tum najar aati ho …
Lekin mujhe yad hai Teri bat Jo tune Jane se phle khi thi
Ki Tu hsta bhi Mera ki Tu rota bhi Mera ki Tu Jan bhi Mera or akhiri Raj bhi Mera ……..
Ishak andaj e najrana

Related Articles

Responses

+

New Report

Close