bachpan ki yaadein

Yaad aate h wo guzre zamane…
Jo haste ldte #pathfinder me bitaaye the humne…
Ek wo din tha jab zabrdasti bandhwaaya tha wo sadhaaran sa dhagaa…
Aaj uski kimat anmol hai ye baat samjh aane lgi hai…
Koi deta tha toffee, to koi chocolates, koi gift tha lata, to koi emotionally tha behlata…
Mano jaise Bachpan wali shararte khilkhila rhi hai…
Hichkiyan aaj mujhe kasam se bhot aa rhi hai…
Lgta hai kisi ko humari aaj kmi staa rhi hai…

Comments

15 responses to “bachpan ki yaadein”

  1. Mohit Sharma Avatar
    Mohit Sharma

    sundar ahasaas!

    1. Sheetal Yadav Avatar
      Sheetal Yadav

      Kyunki ye tha bachpan ka ehsaas #Mohit Sharma

  2. Kapil Singh Avatar
    Kapil Singh

    amazing words..

    1. Sheetal Yadav Avatar
      Sheetal Yadav

      Thnxx

  3. Pankaj Soni Avatar
    Pankaj Soni

    dil khol kr rkkh diyaa aap ne ji……….

    1. Sheetal Yadav Avatar
      Sheetal Yadav

      BAs dil Ki baat dur tk pahuchana tha…
      Isliye isko bayaan Kr sabko Jo sunaana tha…

      1. Pankaj Soni Avatar
        Pankaj Soni

        दिल की बात को दूर तक पहुचना था…..
        इस लिए इसको बयां क़र दिया ….
        क्योकि हाल – ए – दिल सबको सुनाना था… niceee

  4. Komal Nirala Avatar
    Komal Nirala

    Simplicity in expression.. beautiful.. 🙂

    1. Sheetal Yadav Avatar
      Sheetal Yadav

      Thank u dear

  5. anupriya Avatar
    anupriya

    nice poem dear

    1. Sheetal Yadav Avatar
      Sheetal Yadav

      Thnk u anupriya

  6. Panna Avatar
    Panna

    Simply awesome

    1. Sheetal Yadav Avatar
      Sheetal Yadav

      Thank you dear

  7. Satish Pandey

    Very nice

Leave a Reply

New Report

Close