falsfaa-e-zindagi
!!!! SAGAR KE DIL SE !!!!
EK dil hi tau tha
Jisse samaj na paaya koi
Ek ehsaas hi tau tha
Jisse mahsoos na kar paaya koi
Ek insaan hi tau tha
Jisse apnaa na paaya koi
Ghut ghut kar mar gaya wo
Usse bachha na paaya koi
Yahi falsaffa hai zindagi ka
@@ SAGAR @@
nice poem 🙂
वाह
बहुत खूब, वाह