zindagi ke mor

!!!! SAGAR KI KALAM SE !!!!

zindagi ke har mor par
khayal rakhna

har waqt apno par
nazar rakhna

kis mor par koi chor jaaye
saath tumhara

bas apno main paraayo ki
pehchan rakhna

@@ SAGAR @@
30/9/15 :: 8:00 PM…. (607) … ©

Comments

10 responses to “zindagi ke mor”

    1. sagar sharma Avatar
      sagar sharma

      thnxx Priya… GM

  1. Panna Avatar

    aapke fans ki bheed me ham bhi he……Zara hamara bhi dhyaan rakhan…nice agian poem sagar ji

    1. sagar sharma Avatar
      sagar sharma

      shukkriya panna jee… iss na-chese ko maan dene ke liye dil se shukriya

  2. Mohit Sharma Avatar
    Mohit Sharma

    bahut achi kavya rachna

    1. sagar sharma Avatar
      sagar sharma

      shukriya mohit bhai

  3. sagar sharma Avatar
    sagar sharma

    thnxx Anjali…

  4. Satish Pandey

    Waah Waah

Leave a Reply

New Report

Close