Gair..

!!!!! SAGAR KE DIL SE !!!!!

gairon ne tau gair-iradtan kasht diya
apno ne tau pure iraade se dil tor diya

gairon ki chaut se tau dard bhi na hua
apno ki chaut ka dard bardash na hua

gairon ko gilla karne ka koi fayada nahi
apno ko humne jaan bhuz gila kiya nahi

zindagi meri thi…. kismat meri thi
iss liye humne dosh kisi ko diya nahi

@@ SAGAR @@
21/1/16 :: 9:15 PM..

Comments

4 responses to “Gair..”

  1. anupriya Avatar
    anupriya

    gairon ko gilla karne ka koi fayada nahi
    apno ko humne jaan bhuz gila kiya nahi…awesome

    1. sagar a sharma Avatar
      sagar a sharma

      thnxx anupriya.. morning

  2. Satish Pandey

    खूब, बहुत खूब

Leave a Reply

New Report

Close