AAJ FIR SE JEENE KI KHUWAASIH HAI
KOI LOUTA DE MERE VO DIN
JAB ME HANSTI THI POORE MAN SE
KHELTI THI, LADTI – JAGADTI THI
KABHI KABHI NARAZ HO JAATI THI
KHUD SE HI
BANATI THI HAR ROJ NAYE DOST
KARTI THI BAATE KHIDKI PAR BAITHI CHIDIYA SE
HAWAO SE GUFTA-GOO KARTI THI
LAUTA DE KOI MERE VO DIN
AAJ FIR SE JEENE KI KHUWAASIH HAI !
nice attempt!
thanks
Humara bachpan bhi ek poetry tha 🙂 Jisko hum anjane m har roz likha krte the :D.. Aur hum samajh payein ya na payein.. par humare maa baap usko padhkar hamesha hassa krte the 🙂
yes…u r rite 🙂
वाह
Nice