kYOUN

!!!! SAGAR KI KALAM SE !!!!

Kyoun swarth aa jata hai
rishto ke darmiyan

kyoun koi aur aa jata hai
payar ke darmiyan

kyoun ye gam aa jata hai
khushion ke darmiyan

kyoun maut aa jaati hai
zindagi ke darmiyan

Aa jaao itne kareeb mere kuch iss tarah
sama jaao rooh main merI kuch iss tarah

ki koi bhi kabhi bhi na aa sake kabhi
hum dono ke darmiyan

@@ SAGAR @@
11/10/15 ::9:00 PM .. (168) … ©

Related Articles

Responses

+

New Report

Close