JUST WANNA TO SAY SOMETHING

December 25, 2023 in हिन्दी-उर्दू कविता

Kisse kahu . kyo kahu
Ha mujhe dard hai
Seene me mere tera hi aksh hai
Ye bta tu muje ye kesa arj hai
Lipti hui kirno ko kyo itna chipna hota hai badal ke aagosh me kyo aarju ko mutmyin hona pdta hai
Kuch kahne ke liye smjhne ke liye hme kyu ahtiyat bartna pdta hai
Jane anjane me kitna kuch khona padta hai
Kese kahu kisse kahu ha mujhe dard hai
Pao ki bediya aaj gujarish si hai
Hatho ki lkire aaj rusvai si hai
Aaj nigaho me bhi beimani si hai
Fsa hua afsane me koi bashinda
Dar dar ki thokar khane ke liye aatur sa hai .
Mahroom galtiyo ko jhupane ka iljam in par hai
Bandgi ke es jeevn ka karz un par hai
Vo roto ko hsa de aesa dabdba unka hai
Hjar khwasiye aesi jisme daman lahu ko chume , rom rom ke sagar ko dard se bhi koi tode . Aaj lfjo me ahtiyat bartna chahta hu kuch kahna chahta hu kuch btana hu

Careless love

November 19, 2021 in हिन्दी-उर्दू कविता

Pyar ho na ho pyar ka samman hona chahiye .
Ahsas ho na ho intejar hona chahiye
Vakt ho na ho dil me
visvas hona chahiye .
Jrurat ho ya no ho fir bhi mulakat honi chahiye .
Kahne ke liye hmsafar ho
Lekin hmare bin bhi ji skte ho .
Ye kahne ke liye iccha honi chahiye
Musafir milenge es raste me kai
Lekin Daman thamne vala hath hona chahiye
Pyar ho na ho pyar ka samman hona chahiye

Jo soch rakha tha vo ho na ska jo hath me tha use
Smhal na ska
Fislate kadam peeche ki yado ko chorte hai
Lekin us ahsas ko me nyi umeed se door na kar ska
Me juda to tha us spane ko jeene ke liye fir se
Lekin ye dil ke jasbato ne mujhe hilor diya
Vagah ho ya na sath hona chahiye
Etbar ho na ho dil me hona chahiye
Pyar ho na ho pyar ka samman hona chahiye .
Writer – Mr.Gupta

Ishak Andaj e najrana

September 12, 2019 in हिन्दी-उर्दू कविता

Ishak andaj e najrana
Kisi ki Khushi ke liye us ki Khushi me shrik hona . Kisi ki Khushi ke liye uski khusi banna .
Kisi ko khush krne ke liye use Khushi Dena . Ishak andaj hai e najarana

Har masum sunahe har spane lubhane hasta rota hu me akele najre chupa ke …

Aankho me aaj kuch or hi chmak rahti hai
Jab najre chhuki ho tere samne to bas Teri hi chlti hai
Din rat uhi kat Jate hai aapki sath me or jab jati ho chhor kar Tu ruswaiya aati hai …..
Ishak andaj e najrana

Vo din hi kuch or the jab ham ek dusre me khoye the jra si taklif me rote bilkhte the
Sath aaj hokar bhi dard sahte hai
Khte hai ki Kisi ki takat banna use pyar kahte hai
Kahte hai ki Kisi ke Khushi ke liye apni Khushi mar Dena use pyar khte hai
Lekin meri khta kya hui Jo rooth gye vo mujhse
Hmne to sirf itna chaha ki hmari peche hmara pyar ho hme savarne ke liye
Hm jab toote bikhre or thak Jaye duniya se
To pyar ki god me aakar so Jaye
Usi baho me sma Jaye use lpet Kar khud me smet le

Ajij hote hai jasbat hmare jo juba se na Nikal Kar aankho se niklte hai
Milti nigahe bhi churana koi unse seekhe jinke dil me sirf hm baste hai
U to unki muskurahat me bhi hmara alam hai
lekin unke rato ki neend me bhi hm spne bante hai
Ishak adanj e najrana

Aankho ka chahkna bhi hm bante hai balo ki jhalar me bhi hm mahkte hai
Subh Ka daman bhi hm bante hai sham ki ksias bhi hm bante hai

Jab judti hai Bela sitam ki tanhai ki
Kasam Teri Yaad aati mojudgi e judai ki
Aajkal achnak bethe bethe hasne lgta hu
Logo ki khani sunkar beech me rone lgta hu
Tum kahti thi na jab door jaungi to pta chlega tumko
Aaj din me bhi khud me nhi tha sham me bhi nhi
Tumne mere se Mere ko chhin liya kya itna kafi nhi ……..
Ishak andaj e najrana

Tasveer ke share yade yad aati hai un yado me sirf tum najar aati ho …
Lekin mujhe yad hai Teri bat Jo tune Jane se phle khi thi
Ki Tu hsta bhi Mera ki Tu rota bhi Mera ki Tu Jan bhi Mera or akhiri Raj bhi Mera ……..
Ishak andaj e najrana

Heroes of nation

February 10, 2017 in Poetry on Picture Contest

Ek rang ki chah  thi

Ek daman ki chhav thi

Khusub mitti ki

Mere mathe ki shan thi

Ek armano ki sham thi

Ek riste ki sougat thi

Door man mera  dol gya

Jab khabar aayi ki vo gujar gya

HVA ka rukh bhi badal  gya

Na Jane vakat kyu ther  gya

Tirnge ke liye fir ek jvan shhid ho gya

Kyu kisi ke mathe ki bindiya ujad gyi  kyu kisi bahan se uska bhai chhot gya  kyu ma ke  keleje ka tudka aaj tirnge ke kafan me so gya

Kyu pita ka shara  unhe chhod gya

Aankhe nam hui seena chhoda  hua

Desh ke liye aaj fir ek Javan bharat mata ki god me so gya

Ye nihrate  nojvano Naman kro unhe Jo tumhe aajadi dete hai

Apni jindi  tumhare jeevan ko surchhit  krne ke liye smarpit karte Hai
“Veer sipahi bharat ke bhai ”

“Dhushman se apne desh ko bchana ”

“Dushman ki goli  ko chhati me Jo jhele  bharat ke sipahi ”

“Bilkul bharat ke sipahi ”

“Seema me dushman jab hunkare ”

“Dod pade ye  sanchh skare  ”

“Mar mar dusman ko khoob chhkaye *

“Bharat ke sipahi ”

“Ha bharat ke sipahi”

We proud our soldiers

Jay hind jay bharat

Bharat mata ki jay

~ ~ Dark Chocolate ~ ~

February 3, 2017 in हिन्दी-उर्दू कविता

                                                    Dark chocolate

Udas  chehre dil ke hal bya krte hai

katilana hoti hai najre jinke dil me raj jhupe hote hai

hmraj hote  hai kuch log jinke mijaj aese hote hai

prvane hote hai vo jinke andaj aese hote hai

kambakhat hme bhi  koi bta ki ikrar kese hota hai

bahe felaye bethe hai  ab intejar  nhi hota hai

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

aashu bhi piye moti bhi bahe khayabo ki doli bhi saji

shama ko gulshan karne ke lut bhi gye luta bhi liye gye 

intejar ahsas ka nhi ijhar ha  hai  bebsi ka ye aalm ab frman sa hai 

kuch bato ko dil se nikal jba me la do tum 

 ye sma ko aaj hi kyamat bna do  tum

itni der na kro  ab  sabr  ka imtehan sa hai

bahe felaye bethe hai ab intejar nhi hota hai 

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~~ ~~ ~~ ~~ ~~~ ~~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~~

khate hai jha me  kisi na kisi ke liye apna koi bnaya hoga

kaynat  ne poori shiddt  se use tumse milaya hoga

door rah kar jo pas hai uska didar karte ho

jmane se jhut kahkar mulakat krte ho

ab chhipane ki bat nhi ki  ye pyar kese hota hai

sab jante hai ki   ye  ahsas kesa hota hai

yu to kabhi muskura liya kro  hs ke dil ko bah la liya kro

na jne ye dard  tumpe kyo  kabool hota hai

bahe fellaye bethe hi ab intejar  nhi hota hai

bahe fellaye  bethe hai ab intejar nhi hota hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

New Report

Close