by Sheetal

Sabka bhla soch k

June 21, 2022 in शेर-ओ-शायरी

Sabka bhla soch k itna achha krte krte;
Apna itna bura kr gyi, pta hi na chla…
Ek naariyal ka kirdaar tha mera, Kyu mera vajood unhe pathar-sa dikha…
Dil roya andron bhot, maano kasoor mera bhi tha;
pr bhla to humesha apno ka hi chupa rehta,
Fir kyu mere apno ko mere baare mein itna bhi na pta chla… #Sh€€t@l

by Sheetal

Where is my match!

April 20, 2021 in English Poetry

I’m bold, my friends are shy…
I’m wanderer, my friends love being in their hideouts…
I’m a huge foodie, my friends drool over healthier foods…
I’m adventurous, my friends do not like taking up risks…
I’m upto some plans, my friends look for a way out seeking permissions…
I got a really good sense of humor, my friends appear to have no tinge of liveliness…
I daydream about calm n long drives without a destination, my friends find a place requiring a very short-travelling.💖
– Sh€€t@l

by Sheetal

Ek-tarfa Mohabbat

October 13, 2020 in शेर-ओ-शायरी

Ek-tarfa mohabbat ka rukh kuch Iss kadar hua ki,
Wo humein paakr aabaad ho gaye…
Aur hum unhe paakr barbaad ho gaye… #Sheetal

by Sheetal

Tumhe Aur Tumhari Yaadein

December 7, 2019 in शेर-ओ-शायरी

Apni khaamiyo ka harzaana bhar Kar,
Un par kaam kar rahi hu main…
Tumhe aur tumhari yaadein bhula Kar,
Ab aage badh rahi hu na main… ❤ #Sheetal

by Sheetal

Kaabil-e-taareef h wo log

August 8, 2019 in शेर-ओ-शायरी

Kaabil-e-taareef h wo log…
Jo meri buraayi mere aage krne ki himmat rkhte h……
Peeth piche buraayi krne walon…
Tumhari soch or nazariye ki mujhe parwaah takk nahi……. #Sheetal

by Sheetal

Safai kisi ko dena nahi

April 17, 2018 in शेर-ओ-शायरी

Jo log mujhe samhte hai,
Unhe mujhse safai chahiye nahi….
Or jo log mujhe samjhte hi nahi,
Unhe safai dene ka koi fayda bhi nahi….

by Sheetal

wo humhein begaana keh kr chale gaye huzoor…..

January 12, 2016 in शेर-ओ-शायरी

hum pagal hi to the janaab,

jo unhe apna samjhne ki bhool kar gaye…..

wo humhein begaana keh kr chale gaye huzoor,

anchaha dard diya humein,

magar ye kya!

hum to use bhi khushi khushi qubool kar gaye…

by Sheetal

zindgi meri fir se khilkhilaane lagi….

January 5, 2016 in शेर-ओ-शायरी

dukh mere dekh kr,

ab khushiyan bhi jholi mein aane lagi….

khaamoshi k baad,

main fir se gungunaane lagi….

or dekh kr saahas mera,

zindgi meri fir se khilkhilaane lagi….

asar itna h ‘huzoor’ ki,

murjhaaye phool se bhi mujhe uski sugndh aane lagi….

by Sheetal

hum intezaar mein baithe rahe unke…

January 5, 2016 in शेर-ओ-शायरी

hum intezaar mein baithe rahe unke…

magar unki parchaayi bhi na pahuch saki mujh tak,

na ja wo raste se bhatkk gaye….

yaa mujh se humesha k liye bichad gaye….

by Sheetal

‘Tere har dard ka mujhe ehsaas hai’…..

January 2, 2016 in शेर-ओ-शायरी

wo kehte hai,

‘Tere har dard ka mujhe ehsaas hai’…..

or hum puchte hai,

‘Aisa bhi isme kya khaas hai’…

kya dil humare,

sach mein itne paas hai!!!…..

by Sheetal

zindgi k baad, fir maut aa jaati hai….

January 2, 2016 in शेर-ओ-शायरी

haar k baad, jeet aati hai…

or raat k baad, subh ho jaati hai…

jab khyaal aata hai tumse bichadne ka dil mein,

to shaayad kisi ki jaan nikal jaati hai…

isi tarah!

zindgi k baad, fir maut aa jaati hai…

by Sheetal

zindgi junoon hai…

January 2, 2016 in शेर-ओ-शायरी

zindgi junoon hai,

dil mein ek sukoon hai…

manzil bhot door hai,

magar rasta haseen hai…

chalo ab ise bhi aazma lete hai,

kismat ka mazaa thoda chakh lete hai…

kyonki kal kisne dekha hai…

abhi to fir bhi zinda hai…

by Sheetal

mujhe itna bhi na mashuroof kr ae-khuda

December 26, 2015 in বাংলা কবিতা

mujhe itna bhi na mashuroof kr ae-khuda,

jaan kar ek khushi bhi milegi or anchaaha dard bhi,

ki aaj

main kisi ki aadat bhi nahi…

or ibaadat nhi nahi…

by Sheetal

par shaayad pyaar bhot hi khoobsurat hai….

December 26, 2015 in शेर-ओ-शायरी

pyaar sirf ek alfaaz hai humare liye…

jiski na koi surat hai, na hi koi murat hai…

par aapke alfaazon se andaaza lgate hai,

jo bhi ho,

par shaayad pyaar bhot hi khoobsurat hai….

by Sheetal

kyunki aaj hum khud k liye bhi laapta hai…

December 26, 2015 in शेर-ओ-शायरी

chal pdii hu aise ek raste pr,

jiski manzil ka na koi pta hai….

khushiyaan dene ki koshish ki maine bhot,

yahi meri sabse bdii khta hai….

meri talaash mein mat nikalna yaaron,

dhund na paoge humein….

kyunki aaj hum khud k liye bhi laapta hai….

by Sheetal

khaabon k zariye hi tumse milna ab pasand hain humein…

December 26, 2015 in शेर-ओ-शायरी

dil-o-jaan se chahte hain hum tumhein…

hakiqut mein milna shaayad ab naseeb mein nahi…

isliye jaldi palko ka milan aankhon se kra dete hai…

kyonki khwaabon k zariye hi tumse milna,

ab pasand hain humein…

by Sheetal

tujh jaise ko kabhi zindgi mein aane nahi deinge

December 16, 2015 in शेर-ओ-शायरी

Jb mile the tumse,

to socha tumhe kbhi khone nahi deinge….

Dheere dheere Jana tumhe, fir soch Nek Ho tu….

Jb dekha guroor tumhara,

to faisla kiya tujh jaise ko kbhi jindgi me aane nhi deingee….

by Sheetal

saavan ne poetry ko wo mukaam diya

December 7, 2015 in हिन्दी-उर्दू कविता

soch liya tha humne ab haar Gaye hai hum,
kyunki Kisi ne na kbhi humari khwaaishon ko pyaar bharaa ik andaaz Diya…
lekin yahan ki duniya ko jaana, Tb pta chla…
Saavan ne poetry ko wo mukaam Diya…
meri wishes ko sakaar krne k liye…
mujhe ikk asmaan Diya..

by Sheetal

khulii aankhon se sapne dekhte hai

December 6, 2015 in शेर-ओ-शायरी

Hum aaj bhi khulii aankhon se sapne dekhte hai…
Band aankh rakh kr aksar insaan peeche reh jaaya krte hai…
Or aankh kholte hi dikhne wale sapne toot jaaya krte hai…

by Sheetal

pyaar na kr sake

December 6, 2015 in शेर-ओ-शायरी

Sath rhna humare or b raasta sikhayeinge…

Dosti ki apni daastan sbko sunayeinge…

Pyaar na kr sake to kya hua,

dostii k hr उसूल teh-e-dil se nibhayeinge…

by Sheetal

prem kahaani

December 4, 2015 in शेर-ओ-शायरी

Ek ladki uski aankhon Ki deewani hai…

Pr kya itnii si uske Prem kahaani hai…

by Sheetal

the dreaming girl

December 4, 2015 in English Poetry

Look at the girl,
Whose head is always held high;
Dreaming to fly in a clear blue sky,
Aware of wings can only take her that high.

Amazingly!
You can never catch her,
No matters.. how hard you try.
Hurdles can’t break her so down,
But tears being caught, falling off her eyes.
.
The huge population doesn’t give a damn to her screams,
Always trying to crush her dreams.
In the mean world, she learned
‘How the problems to be dealed?
Although the wounds seemed to be green and yet not healed.

She asks life,
“In difficulties, Why? Why you always choose me?
Life replies…
“Don’t worry! I found only you, whose seems worthy enough to defeat me.”
Now… Attitude towards life has changed.
“Come on! Life, am strong enough so just.. try me.” She claims.

Still…
So many questions on her mind, Going through a journey,to which the world is blind.
‘Answers to the questions are quite difficult to find’, states a few.
She seems to be focussed towards her aim,
So the discouraging phrases doesn’t seemed to be a new.

by Sheetal

bachpan ki yaadein

December 4, 2015 in हिन्दी-उर्दू कविता

Yaad aate h wo guzre zamane…
Jo haste ldte #pathfinder me bitaaye the humne…
Ek wo din tha jab zabrdasti bandhwaaya tha wo sadhaaran sa dhagaa…
Aaj uski kimat anmol hai ye baat samjh aane lgi hai…
Koi deta tha toffee, to koi chocolates, koi gift tha lata, to koi emotionally tha behlata…
Mano jaise Bachpan wali shararte khilkhila rhi hai…
Hichkiyan aaj mujhe kasam se bhot aa rhi hai…
Lgta hai kisi ko humari aaj kmi staa rhi hai…

by Sheetal

kho gayi hu main

December 4, 2015 in हिन्दी-उर्दू कविता

Uske deedar k baad ab kho gayi Hu main…

Raaton uski yaadon Mein jagne k baad, ab so gyi Hu main….

Ab awaaz mat Dena, aage badh rahi Hu main…

Takleefon se ubhar kar, khushiyo Ki talaash Mein chal padii Hu main…

by Sheetal

sawaal mat pucho

December 4, 2015 in हिन्दी-उर्दू कविता

sawaal mat pucho,

jawaab nahi aata….

dil ki rawaani na pucho,

ab khwaab nahi aata….

by Sheetal

नदी को अकेले चलने का गम सताता है

December 2, 2015 in शेर-ओ-शायरी

नदी को भी अकेले चलने का गम सताता है….
इसलिए सागर से मिलकर वह खुशी में बदल जाता है ….

by Sheetal

ek panchii ki daastan

December 2, 2015 in शेर-ओ-शायरी

Panchii hu Main ek ,
magar apne par ki mujhe khabar nahii…
Khwaaishein puri krne ki tamanna jagii h bilkul nayi nayi,
ki itnezaar krne ka mujhme baaki ab sabar nahii…
मौत Ki neend Sulaane ko betaab hai duniya,
magar mere liye khaali ek kabrr nahi…

by Sheetal

dil se nikle do alfaaz

December 2, 2015 in शेर-ओ-शायरी

Pyaar kya hota hai hum nhi jaante…
Par zindgi ko apna hum bilkul hai maante…
Zindgi me mile h itne gum ki eshaas nhi hota…
Isliye ab koi pyaar kare humse ye vishwaas nhi hota…

by Sheetal

the street kid

December 2, 2015 in English Poetry

I am a girl
with my clothes partially torn,
You know why? Because
‘Street kid’ has been my identity,
When I opened my eyes after I was born.

‘Studying and learning in schools’,
Our people can’t afford.
Hallucinated when watches the rich peers,
Who sets their mind for future flying to  abroad.

None pays us much of their attention,
Neither of our oldies are served with any pension.
Since considering we people as the ‘minorities’
The richer themselves refers as the first ‘Priorities’

Hear my loudest cry,
Eyes has became critically dry.
Body seems to be thinner day by day,
Cause the tummy isn’t full everyday.

Nobody pour their love loads,
By giving us a blissful kind stare.
Wondering where have been our gods,
Irrespective of many angry glare.

Why to throw the extra food,
All away?
If it can prove to be good,
By serving someone’s dish for a day!

We often get time to sleep,
As broken pieces can be felt inside very deep.
Even though we play
With friends on the heap,
Of dumps.
Our livelihood is cheap,
Living as clumps in our respective homes
Which the people on the seventh sky called popularly as “SLUMS

New Report

Close